Posts

Showing posts from September, 2023

Jaane kya baat hai usmein

Image
 Raat kitni hi bhayanak kyun na ho. Subah zaroor hoti hai… रात कितनी ही भयानक क्यों न हो. सुबह ज़रूर होती है… Humne jo ki thi mohabbat aaj bhi hai. teri zulfon ke saaye ki chahat aaj bhi hai. raat katti hai aaj bhi khayalon mein tere. deewano si wo meri haalat aaj bhi hai. kisi aur ke tasavvur ko uthti nahi, beimaan aankhon mein thodi si sharafat aaj bhi hai. chah ke ek baar, chahe phir chhod dena tu. dil tod tujhe jaane ki izaazat aaj bhi hai… हमने जो की थी मोहब्बत आज भी है. तेरी जुल्फों के साये की चाहत आज भी है. रात कटती है आज भी ख्यालों में तेरे. दीवानों सी वो मेरी हालत आज भी है. किसी और के तसव्वुर को उठती नहीं, बेईमान आँखों में थोड़ी सी शराफत आज भी है. चाह के एक बार, चाहे फिर छोड़ देना तू. दिल तोड़ तुझे जाने की इजाज़त आज भी है… Pyaar to sabko hota hai. par poora kahan sabka hota hai. प्यार तो सबको होता है. पर पूरा कहाँ सबका होता है Also, Read - Shayari On Life Love Shayari In Hindi Heart Touching Shayari Wo kehte hain kabhi aur, kabhi aur hota nahi. Dil bhi to nadan unke sivah kahin...